Hindi Dard Shayari - hum Dil bechane nikale the | हिंदी दर्द शायरी - हम दिल बेचने निकले थे

  Hello Friends,

Ek waqt tha jab Dil ke jajbat kagaj pe wayan karte the. Lekin badalte jamane ke sath mai leke aaya hun aapke liye "Hindi Shayari - Dil Ka Dard Hai Mitha Mitha". Ishwar ne ek Dil diya, Usme Dhadkan di, Dhadkan me kisi ka pyar diya or is Pyar me kisi ko Dard mila to kisi ko Aansu. Usi jajbaton ko humne Hindi Shayari me piroya hai. Jisme hai Dard ShayariSad Shayari, Whatsapp ShayariRomantic Shayari, Love ShayariWishes Shayari English or Hindi font me. To aap hamara sath de or padhate rahe "Hindi Shayari - Dil Ka Dard Hai Mitha Mitha".

Dard Shayari in Hindi 

सुकून की तलाश में हम दिल बेचने निकले थे,

खरीददार दर्द भी दे गया और दिल भी ले गया|


Sukun ki talash me hum Dil bechane nikale the,

kharidaar dard bhi de gya or dil bhi le gaya.


dard shayari in hindi


हिंदी शायरी - दर्द शायरी 



sad shayari


एक नजर भी देखना गंवारा नहीं उसे,

जरा सा भी एहसास हमारा नहीं उसे,

वो साहिल से देखते रहे डूबना हमारा,

हम भी खुद्दार थे पुकारा नहीं उसे।


Ek nazar bhi dekhana gawaran nahi use,

Jara sa bhi ehasas hamara nahi use,

Wo sahil se dekhate rahe dubana hamara,

Hum bhi khuddar the pukara nahi use.



💓 Dard Bhari Shayari 💓



काश वो समझते इस दिल की तड़प को ,

तो हमें यूँ रुसवा ना किया जाता।

बेरुखी भी उनकी मंज़ूर थी हमें ,

एक बार बस हमें समझ लिया होता।


Kash wo samajhate is dil ki tadap ko,
To hume yun rusawa na kya jata .
Berukhi bhi unki manjur thi hume,
Ek baar bas hume samajh liya hota.



Dard Bhari Shayari


💘 💘 Dard Bhari Shayari in Hindi 💘 💘



इश्क की हमारे बस इतनी सी कहानी है,

तुम बिछड गए हम बिख़र गए,

तुम मिले नहीं और…

हम किसी और के हुए नही।


Ishque ki humare bas itni si kahani hai ,

Tum bichhad gaye hum bikhar gaye,

Tum mile nahi or....

Hum kisi or ke huye nahi .


Dard Bhari Shayari in Hindi


गम और दर्द शायरी



जिनकी आंखें आंसू से नम नहीं,

क्या समझते हो उसे कोई गम नहीं,

तुम तड़प कर रो दिये तो क्या हुआ

गम छुपा के हंसने वाले भी इस दुनिया मे कम नहीं…!!


Jinki aankhen aansu se num nahi,
Kya samajhate ho use koi gum nahi,
Tum tadap kar ro diye to kya hua,
Gum chhupa ke hunsane wale bhi is duniya me kam nahi..!!



गम और दर्द शायरी



टिप्पणियाँ

Popular Posts

Hindi Shayari for Lover | Usne Mujhe Chhu Ke Nahi Dekha (उसने मुझे छू के नहीं देखा)