Hindi Shayari for Lover | Usne Mujhe Chhu Ke Nahi Dekha (उसने मुझे छू के नहीं देखा)

 Hello Friends,

Ek waqt tha jab Dil ke jajbat kagaj pe wayan karte the. Lekin badalte jamane ke sath mai leke aaya hun aapke liye "Hindi Shayari - Dil Ka Dard Hai Mitha Mitha". Ishwar ne ek Dil diya, Usme Dhadkan di, Dhadkan me kisi ka pyar diya or is Pyar me kisi ko Dard mila to kisi ko Aansu. Usi jajbaton ko humne Hindi Shayari me piroya hai. Jisme hai Dard Shayari, Sad Shayari, Whatsapp Shayari, Romantic Shayari, Love Shayari, Wishes Shayari English or Hindi font me. To aap hamara sath de or padhate rahe "Hindi Shayari - Dil Ka Dard Hai Mitha Mitha".


 आंखों में रहा दिल में उतर कर नहीं देखा,

कश्ती के मुसाफिर ने समंदर नहीं देखा।

यूं पत्थर ही समझता रहा मेरा चाहने वाला,


मै मोम हूं उसने मुझे छू के नहीं देखा।


Aankhon me raha, dil me utar kar nahi dekha


Kashti ke musafir ne samandar nahi dekha.


Yun pathar hi samajhata raha mera chahane wala


Mai mom hun usne mujhe chhu ke nahi dekha.


Hindi Shayari


Hindi Shayari | For Lover | Dard Bhari


वो रोए तो बहुत… पर मुहँ मोड़कर रोए…


कोई तो मजबूरी होगी… जो दिल तोड़कर रोए…


मेरे सामने कर दिए मेरी तस्वीर के टुकड़े…


पता चला मेरे पीछे वो उन्हें जोड़कर रोए…


Wo roye to bahut... per muha modkar roye...


Koi to majburi hogi... jo dil todkar roye..


Mere samane kar diye meri tasveer ke tukde...


Pata chala mere pichhe wo unhe jodker roye...


Hindi Shayari for Lover


Hindi Shayari | Iljam Shayari for Lover



मोहब्बत तो दिल से की थी,


दिमाग उसने लगा लिया…


दिल तोड दिया मेरा उसने


और इल्जाम मुझपर लगा दिया.


Mohabbat to Dil se kithi,


Dimag usane laga diya


Dil tod diya mera usane


Or iljam mujhape laga diya.


Hindi Shayari for lover


टिप्पणियाँ

Popular Posts

Hindi Dard Shayari - hum Dil bechane nikale the | हिंदी दर्द शायरी - हम दिल बेचने निकले थे